OHPC ne hal hi mein Mai nyi OHPC Requirement 2022 ke liye suchna jari ki hai. Is exam ki liye form 12 october 2022 se 11 November 2022 Tak bhare jaenge. OHPC Pariksha ki sampurn jankari Jaise post information, qualification, fees details, exam type, salary or age limit sbhi jankari niche vistrit roop se di gai hai.
OHPC Requirement 2022
Organization | OHPC |
Type Of Employment | Odisha jobs |
Total Vacancy | 157 |
Post name | Non-Executive Trainees & Others |
Starting date. | 12 October 2022 |
Last Date | 11 November 2022 |
Applying mode | Online and Offline |
Official website | OHPC |
OHPC exam details
Aavedan karne se phle candidate hamari website per Di gai sampurn jankari Dhyan se padhen.
OHPC vacant post details
OHPC exam mein total 157 Khali rikt pad hai jiske liye aap aavedan karke yah naukari ka Labh utha sakte hain.
Technical Non-Executive Trainees (TNE Trainees) | 120 |
Management Trainees (MT) | 20 |
Diploma Engineer Trainees (DET) | 17 |
OHPC exam qualification requirements
students must have passed Candidates must have passed a 10th, ITI, Diploma, Degree, BE/B. Tech, MBA, CA, CMA, PG Diploma, or the equivalent from a recognized Board or University

OHPC exam requires an age limit
OHPC exam mein aavedan karne ke liye candidate ki minimum aayu 18 varsh tatha adhiktam aayu 38 varsh hona anivarya hai.
The selection process for the OHPC exam
- Written Exam
- Interview
OHPC exam fees
Is Bharti mein candidate agar general category ka hoga to use form bharane ke liye ₹700 dene honge agar candidate OBC category ka hoga to use ₹500 dene honge tatha agar candidate category SC ya ST ka hoga to use ₹0/- dene honge.
How to fill OHPC exam form
Agar aap OHPC bharti form online bharna chahte Hain to niche di gai jankari dhyanpurvak padhen. humne sabhi jankari ko point mein likha hai jisse aapko samajhne mein aasani hogi.
- Sabse pahle aap OHPC ki official website per login kijiye.
- Uske bad OHPC exam Form ko select kijiye.
- Form bharane ke liye mangi gai sabhi jankari dhyanpurvak tatha savdhani se bhariye or uske bad submit button dabaiye.
- Ab form ke liye lagne wale paise Pay kijiye.
- Ab aapke samne rasid ki print a jayegi se aap screenshot lekar sev kar lijiye.
Focusing date
Application Submission Date starts from 12 October 2022. to 11 November 2022
Official link
Notification link – Click Here To Download
Official Link – Click Here
Important Instructions
OHPC exam mein aavedan karne Wale candidate exam ki sabhi mahatvpurn condition aur rules ko Dhyan se padhen uske bad hi Pariksha ka aavedan Karen dhanyvad..
Aise hi aur job ki information ke liye hamari website per aaiyega.
FAQ
-
OHPC exam fees kya hoge?Is Bharti mein candidate agar general category ka hoga to use form bharane ke liye ₹750 dene honge agar candidate OBC category ka hoga to use ₹500 dene honge tatha agar candidate category SC ya ST ka hoga to use ₹0/- dene honge.
-
exam require age limit kya hote hai?OHPC is exam mein aavedan karne ke liye candidate ki minimum aayu 18 varsh tatha adhiktam aayu 38 varsh hona anivarya hai.
-
exam form kese bhrte hai?OHPC Sabse pahle aap
OHPC ki official website per login kijiye.
Uske bad exam Form ko select kijiye.OHPC
Form bharane ke liye mangi gai sabhi jankari dhyanpurvak tatha savdhani se bhariye or uske bad submit button dabaiye.
Ab form ke liye lagne wale paise Pay kijiye.
Ab aapke samne rasid ki print a jayegi se aap screenshot lekar sev kar lijiye.
Related Post
- UCIL Requirement 2022– Apply Now For 239+ Vacancies
- DRDO-DLRL Requirement 2022– Apply Now For 101+ Vacancies
- IGM Requirement 2022– Apply Now For 19+ Vacancies
- CSL Requirement 2022– Apply Now For 143+ Vacancies
- Maharastra Police Requirement 2022– Apply Now For 16330+ Vacancies
- JSSC Requirement 2022– Apply Now For 737+ Vacancies