MPSC Requirement 2022– Apply Now For 378+ Vacancies

MPSC ne hal hi mein Mai nyi MPSC Requirement 2022 ke liye suchna jari ki hai. Is exam ki liye form 03 october 2022 se 23 october 2022 Tak bhare jaenge. MPSC Pariksha ki sampurn jankari Jaise post information, qualification, fees details, exam type, salary or age limit sbhi jankari niche vistrit roop se di gai hai.

MPSC Requirement 2022

OrganizationMPSC
Type Of EmploymentMaharashtra jobs
Total Vacancy378
Post nameAssistant Engineer
Starting date.03 October 2022
Last Date23 November 2022
Applying modeOnline and Offline
Official websiteMPSC

MPSC exam details

Aavedan karne se phle candidate hamari website per Di gai sampurn jankari Dhyan se padhen.

MPSC vacant post details

MPSC exam mein total 378 Khali rikt pad hai jiske liye aap aavedan karke yah naukari ka Labh utha sakte hain.

Forest Guard Group B13
Deputy Director Group A49
Taluka Agricultural Officer and Others Group A100
Agricultural Officers, Junior and Others, Group B65
Assistant Engineer, Civil, Group B, Grade-2102
Assistant Engineer, Electrical & Mechanical, Group B, Grade-249

MPSC exam qualification requirements

Students must have passed B.Sc, B.Pharmacy, BE/ B.Tech in Various Departments, or the equivalent from a recognized Board.

MPSC Requirement 2022
MPSC Requirement 2022

The MPSC exam requires an age limit

MPSC exam mein aavedan karne ke liye candidate ki minimum aayu 18 varsh tatha adhiktam aayu 38 varsh hona anivarya hai.

The selection process for the MPSC exam

  • Written Exam
  • Interview

MPSC exam fees

Is Bharti mein candidate agar general category ka hoga to use form bharane ke liye ₹394 dene honge agar candidate OBC category ka hoga to use ₹297 dene honge tatha agar candidate category SC ya ST ka hoga to use ₹297/- dene honge.


How to fill MPSC exam form

Agar aap MPSC bharti form online bharna chahte Hain to niche di gai jankari dhyanpurvak padhen. humne sabhi jankari ko point mein likha hai jisse aapko samajhne mein aasani hogi.

  • Sabse pahle aap MPSC ki official website per login kijiye.
  • Uske bad MPSC exam Form ko select kijiye.
  • Form bharane ke liye mangi gai sabhi jankari dhyanpurvak tatha savdhani se bhariye or uske bad submit button dabaiye.
  • Ab form ke liye lagne wale paise Pay kijiye.
  • Ab aapke samne rasid ki print a jayegi se aap screenshot lekar sev kar lijiye.

Focusing date

Application Submission Date starts from 03 October 2022to 23 November 2022

Official link

Notification link – Click Here To Download

Official Link – Click Here

Important Instructions

MPSC exam mein aavedan karne Wale candidate exam ki sabhi mahatvpurn condition aur rules ko Dhyan se padhen uske bad hi Pariksha ka aavedan Karen dhanyvad..
Aise hi aur job ki information ke liye hamari website per aaiyega.

FAQ

  1. MPSC exam fees kya hoge?

    Is Bharti mein candidate agar general category ka hoga to use form bharane ke liye ₹297 dene honge agar candidate OBC category ka hoga to use ₹397 dene honge tatha agar candidate category SC ya ST ka hoga to use ₹297/- dene honge.

  2. MPSC exam require age limit kya hote hai?

    is exam mein aavedan karne ke liye candidate ki minimum aayu 18 varsh tatha adhiktam aayu 38 varsh hona anivarya hai.

  3. MPSC exam form kese bhrte hai?

    Sabse pahle aap MPSC ki official website per login kijiye.
    Uske bad MPSC exam Form ko select kijiye.
    Form bharane ke liye mangi gai sabhi jankari dhyanpurvak tatha savdhani se bhariye or uske bad submit button dabaiye.
    Ab form ke liye lagne wale paise Pay kijiye.
    Ab aapke samne rasid ki print a jayegi se aap screenshot lekar sev kar lijiye.

Related Post

Leave a Comment