BOB Requirement 2022– Apply Now For 346+ Vacancies

BOB ne hal hi mein Mai nyi BOB Requirement 2022 ke liye suchna jari ki hai. Is exam ki liye form 30 September 2022 se 20 october 2022 Tak bhare jaenge. BOB Pariksha ki sampurn jankari Jaise post information, qualification, fees details, exam type, salary or age limit sbhi jankari niche vistrit roop se di gai hai.

BOB Requirement 2022

OrganizationBOB
Type Of EmploymentAll Over India jobs
Total vacancy346
Post nameRelationship Manager
Starting date.30 September 2022
Last Date20 October 2022
Applying modeOnline and Offline
Official websiteBOB

BOB exam details

Aavedan karne se phle candidate hamari website per Di gai sampurn jankari Dhyan se padhen.

BOB vacant post details

BOB exam mein total 346 Khali rikt pad hai jiske liye aap aavedan karke yah naukari ka Labh utha sakte hain.

  • Sr. Relationship Manager -320
  • E-Wealth Relationship Managers -24
  • Group Sales Head – 1
  • Operations Head-Wealth – 1

BOB exam qualification requirements

Students must have passed Candidates must have passed Any Degree or the equivalent from a recognized Board or University.

BOB Requirement 2022
BOB Requirement 2022

The BOB exam requires an age limit

BOB exam mein aavedan karne ke liye candidate ki minimum aayu 23 varsh tatha adhiktam aayu 50 varsh hona anivarya hai.

The selection process for the BOB exam

  • Short List
  • Personal Interview
  • Group Discussion

BOB exam fees

Is Bharti mein candidate agar general category ka hoga to use form bharane ke liye ₹600 dene honge agar candidate OBC category ka hoga to use ₹100 dene honge tatha agar candidate category SC ya ST ka hoga to use ₹100/- dene honge.


How to fill BOB exam form

Agar aap BOB bharti form online bharna chahte Hain to niche di gai jankari dhyanpurvak padhen. humne sabhi jankari ko point mein likha hai jisse aapko samajhne mein aasani hogi.

  • Sabse pahle aap BOB ki official website per login kijiye.
  • Uske bad BOB exam Form ko select kijiye.
  • Form bharane ke liye mangi gai sabhi jankari dhyanpurvak tatha savdhani se bhariye or uske bad submit button dabaiye.
  • Ab form ke liye lagne wale paise Pay kijiye.
  • Ab aapke samne rasid ki print a jayegi se aap screenshot lekar sev kar lijiye.

Focusing date

The application Submission Date starts from 30 September 2022. to 20 October 2022

Official link

Notification link – Click Here To Download

Official Link – Click Here

Important Instructions

BOB exam mein aavedan karne Wale candidate exam ki sabhi mahatvpurn condition aur rules ko Dhyan se padhen uske bad hi Pariksha ka aavedan Karen dhanyvad..
Aise hi aur job ki information ke liye hamari website per aaiyega.

FAQ

  1. BOB exam fees kya hoge?

    Is Bharti mein candidate agar general category ka hoga to use form bharane ke liye ₹500 dene honge agar candidate OBC category ka hoga to use ₹100 dene honge tatha agar candidate category SC ya ST ka hoga to use ₹100/- dene honge.

  2. BOB exam require age limit kya hote hai?

    is exam mein aavedan karne ke liye candidate ki minimum aayu 23 varsh tatha adhiktam aayu 50 varsh hona anivarya hai.

  3. BOB exam form kese bhrte hai?

    Sabse pahle aap BOB ki official website per login kijiye.
    Uske bad BOB exam Form ko select kijiye.
    Form bharane ke liye mangi gai sabhi jankari dhyanpurvak tatha savdhani se bhariye or uske bad submit button dabaiye.
    Ab form ke liye lagne wale paise Pay kijiye.
    Ab aapke samne rasid ki print a jayegi se aap screenshot lekar sev kar lijiye.

Related Post

Leave a Comment