Army Ordnance Corps ne hal hi mein Mai nyi Army Ordnance Corps Requirement 2022 ke liye suchna jari ki hai. Is exam ki liye form 20 September 2022 se 10 october 2022 Tak bhare jaenge. Army Ordnance Corps Pariksha ki sampurn jankari Jaise post information, qualification, fees details, exam type, salary or age limit sbhi jankari niche vistrit roop se di gai hai.
Army Ordnance Corps Requirement 2022
Organization | Army Ordnance Corps |
Type Of Employment | All Over India jobs |
Total Vacancy | 2212 |
Post name | Group C Civilian |
Starting date. | 20 September 2022 |
Last Date | 10 October 2022 |
Applying mode | Online and Offline |
Official website | Army Ordnance Corps |
Army Ordnance Corps exam details
Aavedan karne se phle candidate Hamari website per Di gai sampurn jankari Dhyan se padhen.
Army Ordnance Corps vacant post details
Army Ordnance Corps exam mein total 2212 Khali rikt pad hai jiske liye aap aavedan karke yah naukari ka Labh utha sakte hain.
Tradesman Mate | 1249 |
Fireman | 544 |
JOA (Junior Office Assistant) | 419 |
Army Ordnance Corps exam qualification requirements
Students must have passed The candidates must have passed 10th, Diploma, Degree or the equivalent from a recognized Board
Army Ordnance Corps exam requires an age limit
Army Ordnance Corps exam mein aavedan karne ke liye candidate ki minimum aayu 18 varsh tatha adhiktam aayu 27 varsh hona anivarya hai.

The selection process for the Army Ordnance Corps exam
- Written Test
- Physical Efficiency & Measurement Test (PE/MT)
- Document Verification
- Medical Examination
Army Ordnance Corps exam fees
Is Bharti mein candidate agar general category ka hoga to use form bharane ke liye ₹100 dene honge agar candidate OBC category ka hoga to use ₹0 dene honge tatha agar candidate category SC ya ST ka hoga to use ₹0/- dene honge.
How to fill Army Ordnance Corps exam form
Agar aap Army Ordnance Corps bharti form online bharna chahte Hain to niche di gai jankari dhyanpurvak padhen. humne sabhi jankari ko point mein likha hai jisse aapko samajhne mein aasani hogi.
- Sabse pahle aap Army Ordnance Corps ki official website per login kijiye.
- Uske bad Army Ordnance Corps exam Form ko select kijiye.
- Form bharane ke liye mangi gai sabhi jankari dhyanpurvak tatha savdhani se bhariye or uske bad submit button dabaiye.
- Ab form ke liye lagne wale paise Pay kijiye.
- Ab aapke samne rasid ki print a jayegi se aap screenshot lekar sev kar lijiye.
Focusing date
Application Submission Date starts from 20 September 2022. to 10 October 2022
Official link
Notification link – Click Here To Download
Official Link – Click Here
Important Instructions
Army Ordnance Corps exam mein aavedan karne Wale candidate exam ki sabhi mahatvpurn condition aur rules ko Dhyan se padhen uske bad hi Pariksha ka aavedan Karen dhanyvad..
Aise hi aur job ki information ke liye hamari website per aaiyega.
FAQ
-
Army Ordnance Corps exam fees kya hoge?Is Bharti mein candidate agar general category ka hoga to use form bharane ke liye ₹100 dene honge agar candidate OBC category ka hoga to use ₹0 dene honge tatha agar candidate category SC ya ST ka hoga to use ₹0/- dene honge.
-
exam require age limit kya hote hai?Army Ordnance Corps is exam mein aavedan karne ke liye candidate ki minimum aayu 18 varsh tatha adhiktam aayu 27 varsh hona anivarya hai.
-
exam form kese bhrte hai?Army Ordnance Corps Sabse pahle aap
Army Ordnance Corps ki official website per login kijiye.
Uske bad exam Form ko select kijiye.Army Ordnance Corps
Form bharane ke liye mangi gai sabhi jankari dhyanpurvak tatha savdhani se bhariye or uske bad submit button dabaiye.
Ab form ke liye lagne wale paise Pay kijiye.
Ab aapke samne rasid ki print a jayegi se aap screenshot lekar sev kar lijiye.
Related Post
- UCIL Requirement 2022– Apply Now For 239+ Vacancies
- DRDO-DLRL Requirement 2022– Apply Now For 101+ Vacancies
- IGM Requirement 2022– Apply Now For 19+ Vacancies
- CSL Requirement 2022– Apply Now For 143+ Vacancies
- Maharastra Police Requirement 2022– Apply Now For 16330+ Vacancies
- JSSC Requirement 2022– Apply Now For 737+ Vacancies